Ik sitam aur sahi meri jaan, abhi jaan baki hai
Dil me ab tak teri ... ulfat ka nishaan baki hai
Ik sitam aur sahi meri jaan, abhi jaan baki hai
Jurm e tuheen e mubahhat ki saza de mujhko
Kuch tu mehroom e ulfat ka sila de mujhko
Jism se rohh ka rishta nai toota hai abhi
Hath se sabr ka daman nai *****a hai abhi
Abhi jaltay hoye khawabon ka huwaan baki hai...
Ik sitam aur meri jann, abhi jaan baki hai.
Apni nafrat se mere pyar ka daman ka bhar de
Dil e khustakh ko mehroom e muhabbat ker day
Dekh toota nai Chahhat ka hasee'n taj mehal
Aakay k bhikhray nai mehki hoi yadon k kawal
Abhi taqderr ki ghulsham me khizaan baki hai...
Ik sitam aur sahi meri jaan, abhi jaan baki hai
Dil me ab tak terii... ulfat ka nishaan baki hai...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment